Urdu CSS Past Papers 2012

Advertisement

CSS Urdu Past Papers 2012 can help you to prepare your CSS Exams 2013 or any other CSS exams.

FEDERAL PUBLIC SERVICE COMMISSION

COMPETITIVE EXAMINATION FOR
RECRUITMENT TO POST IN BS-17
UNDER THE FEDERAL GOVERNMENT, 2012

URDU, PAPER – I

Time Allowed: 3 Hours
(Part I, MCQs) 30 Minutes – Maximum Marks: 20
(Part II) 2 Hours & 30 Minutes: Maximum Marks: 80

Note: (i) Candidate must write Q. No. in the Answer Book in accordance with Q. No. in the Question Paper.
(ii) Attempt ONLY FOUR questions. ALL questions carry EQUAL marks.
(iii) Extra attempt of any question or any part of the attempted question will not be considered.
Part-II
Q.2: Mandarja zel unwanaat men se, kisi 2 per mukhtasar magar jamay jwab tehreer kijiay. (10+10=20)

i. Urdu Adab men,Tareekh Naweesi k bunyadi asool.
ii. Halqa e Arbaab e Zauq k qayam k aghraz o maqaasid.
iii. Jadeed Urdu Nasar k asloob men Sir Sayyad Ahmad Khan ka kirdaar.
iv. Khatoot e Ghalib ki khasoosiyaat.

Q.3: Mandarja Zel mozuaat men say kisi 1 per jamay mazmoon tehreer kijiay. (20)

i. Iqbal ki shairi men Aurat ka tasawwur.
ii. Fort William College ki nasar ki numayan khasoosiyaat.
iii. Urdu men Ehaam Goi ki tehreek.
iv. Adab aur Muaashra.

Q.4: Mandarja Zel men say kisi 4 per Mukhtasar note likhiay. (5×4=20)

i. Ghalib ka Tasawwur e Rashk.
ii. Masnawi Qutb e Mushtari ka ta’aaruf.
iii. Soda ki Hijwiyaat.
iv. Muhammad Hussain Azaad ki Aab e Hayaat ka ta’aaruf.
v. Masnawi Sehr ul Bayaan ki khasoosiyaat.
vi. Dehlwiat ki numayan khasoosiyaat.
vii. Novel ki tareef.

Q.5: Iqtabaas ki Talkhees. (20)

 

 

URDU, PAPER – II

Q.2: Shaair k hawaalay say sirf 2 ajzaa ki tashreeh kijiye. (10+10=20)

i. Wa hasrata k yaar ne khencha sitam say haath
Hum ko hareef e lazzat e azaar dekh kr

In aablon se paon k ghabra gaya tha main
G khush hua hay raah ko pur khaar dekh kar

ii. Fareb e nazar hai sakoon o sabaat
Tarapta hay her zarra e kaainaat

Thehrta nahi karwaan e wajood
K her lehza hai taza shaan e wajood

Samajhta hay tu raaz hai zindagi
Faqat zauq e parwaaz hay zindagi

iii. Zabt ka ehd bhi hay, shoq ka paimaan bhi hai
Ehd o paimaan se guzar jaanay ko g chaahta hay

Dard itna hay k her rug men hay mehshar barpa
Aur sakoon aisa k mar jaanay ko g chahta hay

iv. Umar uss boorhay pnwari ki paan lgatay guzri
Choona gholtay, chhaaliyaan kaat’tay, kath pighlatay guzri
Cigarette ki khali dabbiyon k mehl sjaatay guzri
Kitnay shraabi mushtriyon se nain milatay guzri
Chand kaseelay patton ki gutthi suljhatay guzri

Q.3: Siyaaq o Sabaaq k hwalay se kisi 1 Iqtabaas ki tashreeh kijiye. (20)

i. From “Khaakim e Badahan”
ii. From “Udaas Naslen”

Q.4: Allama Iqbal ki nazam “Khizar e Raah” ka fikri o fanni jaiza len. (20)
ya
Faiz Ahmad Faiz ki shairi, Romaan or Inqlaab ka haseen imtzaaj hay, taeed ya tardeed kren.
ya
Ghalib k Tasawwur e Husn o Ishq ki wzaahat unn ki shairi se kren.

Q.5: Ahmad Nadeem Qasmi ki Afsaana Nigari ki khasoosiyaat ka jaiza len. (20)
ya
Mushtaaq Ahmad Yousfi ki mzaah nigari ka jaiza “Khakim e Badahan” k hwalay se len.
ya
“Chand Hum Asar” k khakon k pesh e nazar Molvi Abdul Haq ki khaka nigari ka jaiza len.

About the Author

has written 7395 stories on this site.

Write a Comment

Gravatars are small images that can show your personality. You can get your gravatar for free today!

You must be logged in to post a comment.


Copyright © 2024 Pakistani Education. All rights reserved.    Contact | Register | Lucky Draw | Terms & Conditions
RSS Feed Jobz.pk on Twitter